Qurban Ho jaou us shaks ki lakeeron per ...
Jis nay Tujhay Manga bhi nahi aur tujhay apna bana liya.!!
"Apnay Aaansoun ko Itna Mehanga Kardo K
koi usay Kharidne Ki Koshish Na Kar sakay
Or
Aapni Muskurahat Ko Itna Sasta Kardo k
Har Koi Usay Paanay ki Chahat Karee "
jin k dIL pay Lagti hai Wo Ansoo Say Nahi Roya Kartay
Jo Apno k nahi wo kesi k nahi hotay
Waqt Nay Mujhay Aksar yeh sekhaya hai
Sapnay Toot Jatay hai per Pore nahi hotay ..
cHUPKE SAy Hum Nay Bheja Tha ik Gulab Usay
kHUSHBO nAY sary shehar mai Tamasha bana diya..
Insan 2 cheezo say Hamesha Darta hai
"Waqt aur Pyar"
Dono Zindagi mai khass hote hai
Waqt kesi ka nahi hota aur pyar har kesi say nahi hota.